Sunday, February 3, 2013


Ek admi ko Heart ki bimari thi..
.
Doctor ne namak na
khane ki salah di.. .
.
Uski biwi hamesha
uska khayal rakhne lagi.. 
.
Wo aadmi bhi bahot sawdhani rakhne laga...

Samay pe
khana,
sona, uthna,
dr. ki batai exercise karna,
khane mein namak bilkul na lena,
regular aur samay pe dawayi
lena...
.
Par achanak ek din subah wo admi
bathroom ke darwaje pe
mara hua mila..
.
Sab hairan the ki itni sawdhani ke
baad aisa
kaise ho gaya..?. 
.
Postmartam ki report
aayi to pataa chala... 
.
Uske Toothpaste mein 'Namak'
tha.. 

Kya aapke toothpaste
mein namak hai..? :p